Xclusive Splash's: Jawan Movie Review- My View Point, Rocky Aur Rani Ki Prem Kahaani- My View Point ! Pathaan Movie- My View Point,Tamasha Movie: My View Point; !
Showing posts with label Aye Khuda. Show all posts
Showing posts with label Aye Khuda. Show all posts

Tuesday, May 31, 2011

Lyrics of Aye Khuda-Murder 2

Kaisi khala yeh dil mein basi hai,
Ab toh khatayein fitrat hi si hai,
Main hi woh jo rehmat se gira..

Aye khuda Gir gaya Gir gaya,
Main jo tujhse door huaa,
Lut gaya Lut gaya..
Aye khuda Gir gaya, Gir gaya,
Main jo tujh se door hua,
Lut gaya, Lut gaya..


Itni khatayein tu lekar chala hai,
Daulat hi jaise tera ab khuda.
Har pal bitaaye tu jaise hawa hai,
Gunaah ke saaye mein chalta raha.

Samandar sa behkar tu chalta hi gaya,
Ter marzi puri ki tune haan har dafa,
Tu hi tera Mujrim bandeya..

Aye khuda...Gir gaya, Gir gaya
Main jo tujhse door hua
Lut gaya, Lut gaya..

Kyun judtaa iss jahan se tu,
Ik din yeh guzar hi jayega.
Kitna bhi samet le yahan,
Muthi se phisal hi jayega.
Har shakhsh hai dhool se bhara,
Aur phir usme hi jaa mila,
Yeh haqiqat hai tu jaan le,
Kyun sach se mooh hai pherta ..

Chahe jo bhi hasrat poori kar le,
Rukegi na fitrat yeh samajh le,
Mit jayegi teri hasti,
Bar na payega Yeh dil bandayaa..

Aye khuda...Gir gaya Gir gaya
Main jo tujhse door hua
Lut gaya Lut gaya..

Gar tu soche tu hai gira,
Mere haath ko thaam, Uth zara.!

Tere dil ke dar pe hoon khada,
Mujhko apna le tu zara.
Tu kahe tu hai saaye se ghira,
Teri raahon ka main noor hoon.
Tere gunaha ko khud pe le liya,
Meri nazaron mein bekasoor tu ..

Aisa koi manzar tu dikh la de,
Mujhe koi Shakhs se mila de,
Aisa koi dile se,
Tu sunwa de ke zakham koi ,
Use na mila ..
Aye khuda.. Gir gaya Gir gaya…
Main jo tujhse door hua
Lut gaya Lut gaya..


Similar Posts

LinkWithin

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...