Xclusive Splash's: Kalki 2898Ad- Movie Review, Chandu Champions- Movie Review; Jawan Movie Review- My View Point, Rocky Aur Rani Ki Prem Kahaani- My View Point ! Pathaan Movie- My View Point,Tamasha Movie: My View Point; !
Showing posts with label Murder 2. Show all posts
Showing posts with label Murder 2. Show all posts

Thursday, June 2, 2011

Phir Mohabbat from Murder 2-Lyrics

You can download this fantastic composition from Murder 2 HERE

Jab jab tere paas main aaya,ek sukoon mila..
Jise main tha bhoolta aaya,wo wajood mila..
Jab aaye mausam gham ke,tujhe yaad kiya..
Jab sehme tanhapan se,tujhe yaad kiya..

Dil sambhal ja zara,Phir Mohabbat karne chala hai tu,
Dil yahi ruk ja zara,Phir Mohabbat karne chala hai tu.
Aisa kyu hua,jaanu na,main jaanu na.
Dil sambhal ja zara,Phir Mohabbat karne chala hai tu,
Dil yahi ruk ja zara,Phir Mohabbat karne chala hai tu.

Jis raah pe,hai ghar tera,aksar waha se haa main hu gujra,
Shayad yahi dil me raha,tu mujhko mil jaye kya pata,
Kya hai yeh silsila,jaanu na main jaanu na.
Dil sambhal ja zara,Phir Mohabbat karne chala hai tu,
Dil yahi ruk ja zara,Phir Mohabbat karne chala hai tu.

Kuch bhi nahi jab darmiyaan,phir kyu hai dil tere hi khwab bunta,
Chaha ki de tujhko bhula,par ye bhi mumkin ho na saka..
Kya hai yeh maamla,jaanu na main jaanu na.

Dil sambhal ja zara,Phir Mohabbat karne chala hai tu,
Dil yahi ruk ja zara,Phir Mohabbat karne chala hai tu.

Similar Posts:


Haal-e-Dil from Murder 2 -Lyrics

Aye kaas,kaash yun hota,Har shaam saath tu hota,
Chupchaap Dil na yu rota,Har shaam saath tu hota.
Guzara ho tere, bin guzara ab mushkil hai lagta,
Nazara ho tera hi nazara,ab har din hai lagta.
Haal-e-Dil tujhko sunata,Dil agar yeh bol paata,
Baakhuda tujhko hai chahta jaan..
Tere sang jo pal bitata,Waqt se main wo maang lata,
Yaad karke muskurata,haaaann..

Tu meri raah ka sitara,Tere bina hu main aawara,
Jab bhi tanhayi ne sataya,Tujhko besaakhta pukara.
Chaahat hai meri laa fanaa,par meri jaan dil me hu rakhta.
Haal-e-Dil tujhko sunata,Dil agar yeh bol paata,
Baakhuda tujhko hai chahta jaan..
Tere sang jo pal bitata,Waqt se main wo maang lata,
Yaad karke muskurata,haaaann..

Khwaabon ka kab tak lu sahara,Ab to tu aa bhi ja Khudara,
Meri ye dono paagal aankhein,Har pal maange tera nazaraa,
Samjhaun inko kis tarah,In pe mera bas nahi chalta.

Haal-e-Dil tujhko sunata,Dil agar yeh bol paata,
Baakhuda tujhko hai chahta jaan..
Tere sang jo pal bitata,Waqt se main wo maang lata,
Yaad karke muskurata,haaaann..

Similar Posts:

Tuesday, May 31, 2011

Murder2 songs Lyrics

Lyrics of Tujhko Bhulana-Murder 2

Tujhko bhulana, Aasu na laana
Ab aa gaya...
[go away, stay away, this is our realty...]

Tujhko bhulaana, Aasu na laana, Aur muskuraana
Ab aa gaya, ab aa gaya

Yaadon se teri, daaman chhudana
Dil na dukhana, ab aa gaya, ab aa gaya
Ha...ha...

Sunn bewafa yeh, tay kar liya
Reh lenge hum tere bin

Hey ab dard bhi kya hai, humko bhala
Raat aa gayi hai, tere mere darmiyaan ka jo hai faasla
Yaadon se teri, daaman chhudana
Dil na dukhana, ab aa gaya
Dil ke makaan se tu jaa chuka
Iss mein nahin tu ab raha..Ho..

Meri duaa mein, tu ab kahan
Tu ajnabi hai, tune inn mein rehne ka hai haqq kho diya

Tujhko bhulaana, Aasu na lana na lana, aur muskuraana
Ab aa gaya....

Hey yaadon se teri, daaman chhudaana Dil na dukhana
ab aa gaya, ab aa gaya, ab aa gaya..


Similar Posts:

Lyrics of Aye Khuda-Murder 2

Kaisi khala yeh dil mein basi hai,
Ab toh khatayein fitrat hi si hai,
Main hi woh jo rehmat se gira..

Aye khuda Gir gaya Gir gaya,
Main jo tujhse door huaa,
Lut gaya Lut gaya..
Aye khuda Gir gaya, Gir gaya,
Main jo tujh se door hua,
Lut gaya, Lut gaya..


Itni khatayein tu lekar chala hai,
Daulat hi jaise tera ab khuda.
Har pal bitaaye tu jaise hawa hai,
Gunaah ke saaye mein chalta raha.

Samandar sa behkar tu chalta hi gaya,
Ter marzi puri ki tune haan har dafa,
Tu hi tera Mujrim bandeya..

Aye khuda...Gir gaya, Gir gaya
Main jo tujhse door hua
Lut gaya, Lut gaya..

Kyun judtaa iss jahan se tu,
Ik din yeh guzar hi jayega.
Kitna bhi samet le yahan,
Muthi se phisal hi jayega.
Har shakhsh hai dhool se bhara,
Aur phir usme hi jaa mila,
Yeh haqiqat hai tu jaan le,
Kyun sach se mooh hai pherta ..

Chahe jo bhi hasrat poori kar le,
Rukegi na fitrat yeh samajh le,
Mit jayegi teri hasti,
Bar na payega Yeh dil bandayaa..

Aye khuda...Gir gaya Gir gaya
Main jo tujhse door hua
Lut gaya Lut gaya..

Gar tu soche tu hai gira,
Mere haath ko thaam, Uth zara.!

Tere dil ke dar pe hoon khada,
Mujhko apna le tu zara.
Tu kahe tu hai saaye se ghira,
Teri raahon ka main noor hoon.
Tere gunaha ko khud pe le liya,
Meri nazaron mein bekasoor tu ..

Aisa koi manzar tu dikh la de,
Mujhe koi Shakhs se mila de,
Aisa koi dile se,
Tu sunwa de ke zakham koi ,
Use na mila ..
Aye khuda.. Gir gaya Gir gaya…
Main jo tujhse door hua
Lut gaya Lut gaya..


Similar Posts

Murder 2:Music Review

Rating: ★ ★ ★

An album from Vishesh Films always boasts of some great melodious tunes,by and large they have used Pritam as the composer,but for this venture Debutant Harshit Saxena joins hand with Mithoon & Siddharth-Sangeet Haldipur.Expectations are high due to some superhit tracks composed by Anu Malik in the 1st Murder(2006).The album offers 8 tracks with 5 originals and 3 remix.

The 1st track Haal-e-Dil composed and sung by Debutant Harshit Saxena(Amul Star Voice Of India Fame) is a trademark "Bhatt's" tune.The song is hummable and will strike a chord instantly,however its on the same lines as "Maahi" from "Raaz-D mystery continues" by Sharib-Toshi.Harshit does a fair job as the lead vocalist,although the song is slight K.K'ish.Long way to go Harshit,you composed a brilliant tune.Chartbuster straightaway.
The song comes back in an Acoustic Version which is more of a Rock number high on drum beats.The special thing about this version is that Harshit has sung the whole song again in a completely different way.Both the versions are two separate songs and I liked the hard work done by him for both the versions.Fantastic.

The next track Aa Zara;composed by Sangeet-Siddharth;is the only seductive(a must for a movie like this) song in the album and it starts with a sultry scream in the voice of Sunidhi Chauhan.The song goes on the same track as Udi(Guzaarish-2010).Its a perfect track for Jacqueline Fernandez and will be loved more seeing her dancing on this one.The song comes later in a Reloaded Version and it seems to be a sequel to the song Aaj ki Raat(Don-2007) as it started,this version is fast paced and has a 90's feeling attached to it.Original is far better.

Surprise is the word when you hear the 3rd track named Aye Khuda;composed by Mithoon and sung by Mithoon,Saim,Kshitij Tarey.A song,which is close to 7 minutes(a rarity today) needs 3 to 4 hearings to completely captivate you.Look out for the high-pitched notes sung by Saim at 2 minute 45 seconds,Outstanding.The song is slow paced and certainly the Best of the Lot.The song has a Disappointing Remix version which should be used as a promotional video featuring Imraan Hashmi,its a typical Imraan-Remix track.

After Mausam(Train),Mithoon provides another sad number Phir Mohabbat in the voice of Mohd.Irfan,Arijit & Saim.Its a trademark Mithoon composition which is high on lyrics and has a sad feeling attached to it.However the song is more of an unplugged version which focused more on the vocals and the lyrics.A good track.

The last track Tujhko Bhulana;composed by Siddharth-Sangeet and sung by Sangeet Haldipur himself with Roshni Baptist is an average fast paced number.Although the song is composed by the Haldipurs,it    is quite similar to Teri Tamanna from the movie Train which was composed by Mithoon.

Murder 2 provides the music lovers with some hummable tunes for which the Bhatt Camp is known for.Haal-e-Dil and Aye Khuda will acquire a longer shelf life as compare to other tracks.



Tuesday, May 24, 2011

Lyrics of Aa Zara-Murder 2

Yeh raat ruk jaye, Baat tham jaye, teri baahon mein..
Khwahishe jagi hain pyase pyase labon pe,
Khud ko jala doon, teri baahon mein,
Aagosh mein aaj mere samaa ja,
Jaane kya hona hai kal,
Aa zara kareeb se, jo pal mile naseeb se.
Aa ja zara kareeb se, jo pal mile naseeb se.
Jee le.....

Yeh jahaan saara bhool kar,
Jismo ke saaye tale dheeme dheeme chale raat bhar.
Pal do pal hum hai humsafar,
The abhi dono yahaan honge subah jaane kahan kya khabar.
Aa ja zara khud ko mujh mein milaa ja,
Jaane kya hona hai kal.
Aa zara kareeb se, jo pal mile naseeb se.
Aa ja zara kareeb se, jo pal mile naseeb se, 
Jee le

Khwaab hoon main toh makhmali,
Palkon mein leja mujhe maine diya mauka tujhe ajnabi.
Hosh mein aaye na abhi,
Ik dooje mein hi kahin khoyi rahe teri meri zindagi.
Khamoshiyan dhadkano ki suna ja,
Jaane kya hona hai kal.

Aa zara kareeb se, jo pal mile naseeb se, aa ja
Jo pal mile naseeb se... Jee le..!


Similar Posts:

LinkWithin

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...