Xclusive Splash's: Jawan Movie Review- My View Point, Rocky Aur Rani Ki Prem Kahaani- My View Point ! Pathaan Movie- My View Point,Tamasha Movie: My View Point; !
Showing posts with label singham. Show all posts
Showing posts with label singham. Show all posts

Tuesday, June 28, 2011

SINGHAM-Music Review

Rating:★  ★  ★  
When you hear the name Rohit Shetty as the director of a movie, Pritam is the name that instantly strikes for the music composer ,he has been the hot favourite for Rohit Shetty's films,be it the Golmaal series (apart from the 1st one, other 2 had Pritam tunes) or last year released All The Best.But this time for his latest action-thriller SINGHAM,Rohit chooses Ajay-Atul:The National Award winning Marathi Jodi,who has given music way back in 2004 for GAYAB ,Viruddh and Hanuman Chaalisa in Vaah!Life Ho To Aisi(2005).So,seeing their past record in Bollywood,one doesnt expects a Roller-Coaster ride from them and surprisingly the album offers only 3 original soundtracks with 3 remixes of the same.Lyrics are by Swanand Kirkire who has won National Awards for Behti Hawa Sa Tha Wo(3 idiots) & Bande Me Tha Dum(Lago Raho Munna Bhai).So,Lets see what they have to offer.

The title track Singham is sung audaciously by Sukhwinder Singh who has hits to his name in form of Hud Hud Dabbang and Omkara,but this song is completely different from both of them,its more of a War song with sounds of lion roars in between(Singham=Lion).The song starts with some kind of Sanskrit Shloks and then gives a slight feeling of Ajeem-0-Shah-Shehanshah(Jodha-Akbar) solely on the music front.The song will be a hit and will settle down in 2-to-3 hearings and will work well along the narration of the movie.All in all a good song which will be more popular once the movie releases.

Next song Saathiya crooned by Shreya Ghosal & Ajay Gogavale will leave you spellbound due to the sweet voice of Shreya and the addictive-humming tune which says -Badmaash dil to thag hai bada(wonder why the song is not named Badmaash Dil instead of Saathiya).Ajay provides good support to Shreya in these lines.Its straightaway a chartbuster and will click instantly,although many people would call it a Pritam genre or highlights of Seedhe-Saade Saara Sauda(Aakrosh-2010) can be observed,but keeping all things aside,its a fantastic original masterpiece and a must hear.Not to forget Swanand Kirkire who provides very meaningful lyrics here.Go for this song.

Kunal Ganjawala & Richa Sharma,yes thats the combination for the next song,Maula Maula which starts as a love song but later turns into a Qawwali(at places).The song is hummable but Richa  Sharma will make you think  if she is the right choice for the song,although Kunal Ganjawala does a good job behind the mike but its more of a Rahat Fateh Ali Khan genre.Good song anyways.

Coming to the 3 remixes,Singham Remix is impressive from the word go due to the use of different musical arrangements which makes the song sound different from the original.Saathiya Remix is a usual remix and keeps the pace and innocence of the song intact.The Maula Maula Remix adds some more beats and pace to the original and has nothing special in it.

The music of Singham keeps you wanting for more and all you get is 3 compositions,thats the only disadvantage it has.Badmaash dil/Saathiya will top the charts in the coming days and the title song will grow with time.The album should be heard by every music lover.


Similar Posts:

  • Singham Title Song Lyrics

  • Saathiya/Badmaash Dil Song Lyrics

  • Maula Maula Song lyrics

  • Singham Title Song Lyrics-Singham

    Mann bhanwar uthe, Tan Sihar uthe,
    Jab Khabar uthe ke, 
    Aave Singham.
    Na Agar chale, na magar chale,
    Bas kehar chale ,jab Aave Singham.

    Buro ko khech ke kheech ke,Dhool dabeech ke lehpath pad jaaye,
    Bhalo ko kheench ke kheench ke ,Baahon me bheench ke jab bhi mil jaaye,
    Na kisi se ye kam,Bada isme hai dum,
    Narsingh hai Ye Singham.
    Mann bhanwar uthe, Tan Sihar uthe,
    Jab Khabar uthe ke, 
    Aave Singham.
    Na Agar chale, na magar chale,
    Bas kehar chale ,jab Aave Singham.

    Dil to saccha hai,Is dil me reh lo,
    Sapna acha hai,Palko se dhak lo.

    Dil vil se to hai ye to baccha,Shararat karta hi phire.
    Agar kabhi samjhi isko koi baccha,Ghoonsa hi mile.
    Taaza hai hawaa ka  yeh jhoka,yaha waha behta hi phire.
    Agar kabhi iska rasta roka,Toofan sir chade.

    Buro ko khech ke kheech ke,Dhool dabeech ke lehpath pad jaaye,
    Bhalo ko kheench ke kheench ke ,Baahon me bheench ke jab bhi mil jaaye,
    Na kisi se ye kam,Bada isme hai dum,
    Narsingh hai Ye Singham.
    Mann bhanwar uthe, Tan Sihar uthe,
    Jab Khabar uthe ke, 
    Aave Singham.



    Yeh na Satka hai,Raste se kat lo,
    Tagda jhakta hai,Dum hai to Chakhlo.

    Atrangi hai josh me chalta,Baahon me bijli si chale.
    Nazre jo shola shola dushman to,Raakh me jaa mile.
    Jaise koi sher sehra me chalta,Sara jag raundta chale.
    Yaaron bas ladne ka ise chaska,Parvat se bhide.

    Buro ko khech ke kheech ke,Dhool dabeech ke lehpath pad jaaye,
    Bhalo ko kheench ke kheench ke ,Baahon me bheench ke jab bhi mil jaaye,
    Na kisi se ye kam,Bada isme hai dum,
    Narsingh hai Ye Singham.
    Mann bhanwar uthe, Tan Sihar uthe,
    Jab Khabar uthe ke, 
    Aave Singham.
    Similar Posts:



    Saathiya(Badmaash Dil) Lyrics-Singham


    Saathiya, Saathiya,
    Pagle se dil ne ye kya kiya.
    Chun liya, Chun liya,
    Tujhko dewaane ne chun liya
    Dil toh uda uda re aasman me badalon ke sang,
    Ye to machal machal ke ga raha hai sun nayi si dhun.

    Badmash dil to thag hai bada,
    Badmash dil ye tujh se juda,
    Badmash dil meri sune na zidd pe ada.

    Badmash dil tto thag hai bada,
    Badmash dil ye tujh se juda,
    Badmash dil meri sune na zidd pe ada.

    Achhi lagi, dil ko mere, har teri baat re,
    Saaya tera ,ban ke chalun ,itna hai khwab re.
    Kaandhe pe sar, rakh ke tere, kat jaaye raat re,
    Beete ye din, thaame tera, haathon me haath re.

    Ye kya hua mujhe, mera ye dil phisal phisal gaya,
    Ye kya hua mujhe, mera jahaan badal badal gaya.

    Badmash dil to thag hai bada,
    Badmash dil ye tujh se juda,
    Badmash dil meri sune na zidd pe ada.

    Badmash dil to thag hai bada,
    Badmash dil ye tujh se juda,
    Badmash dil meri sune na zidd pe ada.

    Neende nahi,Chaina Nai,Badlu mai karvatein,
    Taare ginu,ya main ginu,Chaadar ki Salvatein.
    Yaadon me tu,Khwabo me tu,Teri hi Chahate,
    Jayu Jidhar,Dhunda karu,Teri hi aahatein.

    Ye jo hai dil mera,Ye dil suno na keh raha yahi,
    Wo bhi kya zindagi ,haa zindagi,haa jisme tu nahi.

    Badmash dil to thag hai bada,
    Badmash dil ye tujh se juda,
    Badmash dil meri sune na zidd pe ada.

    Saathiya, Saathiya,
    Pagle se dil ne ye kya kiya.
    Chun liya, Chun liya,
    Tujhko dewaane ne chun liya
    Dil toh uda uda re aasman me badalon ke sang,
    Ye to machal machal ke ga raha hai sun nayi si dhun.

    Badmash dil to thag hai bada,
    Badmash dil ye tujh se juda,
    Badmash dil meri sune na zidd pe ada.

    Maula Maula Lyrics-Singham

    Roshan hai yeh zameen,aasmaan sab ishq ke dum se,
    Dhalte hai din aur raat ishq ke hi dum se.

    Khushiyon ke beshumar behisaab se sikke khanke,
    Dil ki ab har muraad ishq ke hi dum se.

    Tu hai mera khuda, ab na hona juda,
    Kar de qaram ke dil yeh chain payega.
    Maula maula re, shukr tera maula re,
    Rubaru hua hai mera yaar.
    Hooo.. maula maula re, shukr tera maula re,
    Rubaru hua hai mera yaar.

    Sajde mein tere hi ,jhuk jayu main sadaa,
    Teri hi baahon mein ho jayu lapata.
    Chhav ho, dhoop ho rasta bhi ho naya,
    Humko ab kaisa dar sang jo hai tu chala.

    Ab tere sare hi gham hai mere,Ab meri khushiyan teri hai sada.

    Tu hai mera khuda, ab na hona juda,
    Kar de karam ke dil yeh chain paayega.
    Maula maula re, shukr tera maula re,
    Rubaru hua hai mera yaar.
    Ho.. maula maula re, shuar tera maula re,
    Rubaru hua hai mera yaar.

    Roshan hai yeh zameen aasmaan sab, ishq ke dum se,
    Dhalte hai din aur raat ishq ke hi dum se.

    Ho khushiyon ke beshumaar behisaab se sikke khanke,
    Dil ki ab har muraad ishq ke hi dum se.


    Tu hai mera khuda, ab na hona juda,
    Karde karam ke dil yeh chain paayega.
    Maula maula re, shukr tera maula re,
    Rubaru hua hai mera yaar.
    Hoo maula maula re, shukr tera maula re,
    Rubaru hua hai mera yaar.

    Similar Posts:

    LinkWithin

    Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...